Aakhari padav hai,
ab sare imtehaan hone zaroori hai…
Ab kaha wapas aana hai,
ab kaha kahi jana hai,
tab andar ka saara zaher nikalna zaroori hai…
Adhure ehsaas mitane zaroori hai,
sare hisaab-kitaab hone zaroori hai,
bas ye aakhari padav pe, khud ko jalakar rakh karna zaroori hai…
© Pooja R.
P.S.: This poetry talks about the last stage of Raja Yoga.
